Imran khan Beautiful Words For Nation
Imran Khan's Most beautiful sentence " Main ne ksi pr ehsaan nahi kia " hayeee 1 chor ha jo ehsaan pe ehsaan ginwaty rehtay hain or 1 ye leader ha jo keh raha ha " Mujhai Allah ne Bht dia to mujh pr Zimedari b ziada ha "
Imran khan ap ne Pakistan ko jaga dia ap ne hosla dia k chor ko chor kahain ap ne btaya k Mr 10% Kon ha ap ne bataya 1971 mai kis ne Mulk tora ap ne bataya jo lead krny yahan ata ha to establishment us k khilaf hojati ha ap ne bataya k yahan sab idaron mai mafia's hain log kehtay thy k Pak Army mai aisa kch ni lkn aaj ap ne ye b bta dia k wahan b Bajwa or Asim Muneer jaise Mafia's baithay hain