Sajjad Ali - Ik Gham Ke Siwa
Ik Ghum K Siwa Iss Duniya Main Aab Aur Humara Koi
Nahee
Tab Dil K Saharay Thay Kia Kia Aab Dil Ka Sahara Koi
Nahee
Ik Ghum K Siwa Iss Duniya Main
Iss Dil Ke Kashte Mojon Main
Iss Dil Ke Kashte Mojon Main
Doobay Ge Akhir Doobay Ge
Derya Hai Kinara Koi Nahee
Tufan Hai Sahara Koi Nahee
Raat Undheyree Ghum K Sayee
Raat Undheyree Ghum K Sayee
Kalay Badal Tayz Huwain
Aik Undheyree Chaya Hai
Aur Chand Sitara Koi Nahee
Ik Ghum K Siwa Iss Duniya Main
Dil Rakh Hua Barbad Huay
Dil Rakh Hua Barbad Huay
Aur Aag Lage Dewaron Main
Iss Ghar Main Aikaylay Bathain Hain
Aur Sath Tumara Koi Nahee
Ik Gham K Siwa Iss Duniya Main Aab Aur Humara Koi
Nahee
Tab Dil K Saharay Thay Kia Kia Aab Dil Ka Sahara Koi
Nahee
Ik Gham K Siwa Iss Duniya Main
https://www.febspot.com/1510056
Lagaya dil bahut par dil laga nai
Lagaya dil bahut par dil laga nai
Tera jaisa tere jaisa…
Tere jaisa koi humko mila nai
Lagaya dil bahut par dil laga nai
Zamaane bhar ki baatein unse keh di
Zamaane bhar ki baatein unse keh di
Jo kehna chahiye tha woh kaha nai
Jo kehna chahiye tha woh kaha nai
Lagaya dil bahut par dil laga nai
Woh sach mein pyar tha ya bachpana tha
Woh sach mein pyar tha ya bachpana tha
Mohabbat ho gayi thi kya pata nai
Mohabbat ho gayi thi kya pata nai
Lagaya dil bahut par…
Woh mujhko lag raha tha pyar mera
Woh jaisa lag raja tha waisa tha nai
Woh jaisa lag raja tha waisa tha nai
Lagaya dil bahut par dil laga nai
Naa roya tha bichhadne par main unke
Naa roya tha bichhadne par main unke
Magar haan zindagi mein phir hansa nai
Magar haan zindagi mein phir hansa nai
Lagaya dil bahut par… hmmm….
Yeh tohfe hain jo apno se miley hain
Yeh tohfe hain jo apno se miley hain
Humein ghairon se koi bhi gila nai
Humein ghairon se koi bhi gila nai
Tere jaisa… tere jaisa…
Tere jaisa koi humko mila nai
Lagaya dil bahut par dil laga nai