Socho zara samjho ishara
wo har lamhy uska naam likhta rehta thaa. har khaali kaghaz par wohi aik hi naam saja deta tha. chaahy kahin bhi ho wo aik qalam or kaghaz saath hi rkhtaa tha. na kisi ko btata thaa or naa hi us naam par kisi ki nazar parny deta thaa