Aap meray kaami nahi meray kharche puch kar dekho aapkey hosh ud jaayenge
Ab waqt aa gaya hai khud ko badalne ka. //. M kesa haar jaau jab tak sapney purey naa ho jaaye
Naa hi raato ko neend aati hai
Or naa hi din m sukoon aata hai
M kesa haar jaau samaj nahi aata