ramazan e kareem ki informaicion
ramazan ki informaicionRamazan ka mahina musalmano ke liye bohot ahem hota hai. Is mahine mein roza rakha jata hai aur ibadat mein izafa hota hai. Roza rakhne wale log sehri aur iftar ke waqt apne aas paas ke logon ki madad karte hain aur sab ko khushiyon se nawazte hain. Yeh mahina sabko insaniyat aur daya ka ehsas dilata hai.