ALLAH azmata q hain
Allah azmata q hain yi un logo k liyi hain k jab ALLAH ki taraf say koi azmayish ajayi ya to wa ghlat rasta chon laita hay our ya is azmayish ko Wa ALLAH Ki taraf say imtihan samaj kar us per sabar karta hay
To jis nay ghalat rasta chona wa barbad hogiya our jis nay sabar say kam liya our ALLAH ki taraf rojo ki wa kamyab howa