Bayaan | Hasan Raheem | Rovalio - Maand (Lyric Video)

Muhammad Afan
38 Views
Maand Milay to tum kabhi nahin Meri hasrat kyun bharkai bewajha K tum bina jiye agar Hua kaise naa yeh jeena raaegaan Darya mere dil ka yeh behta na Dukhi dil ki sada kuch yeh kehta na Iss ki khamoshi ki tu wajha hai na Dil se tang aagaya yehi saza hai na Ulfaton mein nahin koi paimana Mere apnon ka mujh se yeh kehna tha Surmayi teri aankhon mein beh jaana Kya pata tere gham mein hi rehna tha Kyun yun sehtay sehtay Dil ko gham khaa chuka meri jaan Kyun yun rehtay rehtay Dikhay naa koi disha Kyun yun sehtay sehtay dil ko gham khaa chuka meri jaan Kyun yun rehtay rehtay dikhay na koi disha Jo tu nahin to aisa mein chehra k jiski khoobsoorti maand parri ho Aisa main darya jo behna naa chahay Jo tu nahin to aisa main chehra k jis ki khoobsurti maand parri ho Aisa main darya jo behna naa chahay Darya mere dil ka yeh behta na Dukhi dil ki sada kuch yeh kehta na Iss ki khamoshi ki tu wajha hai na Dil se tang aagaya yehi saza hai na Ulfaton mein nahin koi paimana Mere apnon ka mujh se yeh kehna tha Surmayi teri aankhon mein beh jaana Kya pata tere gham mein hi rehna tha Aisa main darya jo behna naa chahay

Latest Videos

Partner Program Latest Videos Terms of Service About Us Copyright Cookie Privacy Contact