Ya Muhammad Muhammad Main Kehta Raha

cutenaik •
0 Views
Ya Muhammad Muhammad Main Kehta Raha Ya Muhammad Muhammad Main Kehta Raha - by J Naik Ya Muhammad Muhammad (PBUH) mein kehta raha noor k motion ki ladi ban gai Ayatoon sey malata raha aytain phir jo dekha tou naat e Nabi (PBUH) ban gai Jo b aanso bahey mery Mahboob k sab k sub abr e rehmat k chentey baney chaa gai raat jab zulf lehra gai jab tabassam kia chandni ban gai Jab chida tazkara husan e Mehboob (PBUH) ka Wal-Duha keh dia Wal-Qamar parh lia Ayetoon ki tilawat b hooti rahi naat b ban gai baat b ban gai Koun hey jo talab gaar e jannat nahin, yeh b mana k jannat hey bagh e haseen Husan e jannat ko jab b sameeta gaya Mustafa (PBUH) k nagar ki gali ban gai Sab sey saim zamaney mein ranjoor tha sub sey bay kas tha bay buss majboor tha Meri haalat peh Unn (PBUH) ko reham aa gaya, meri azmat meri bay basi ban gai #maherzainofficial #alhajowaisrazaqadrinaatstatus #yousufmemon #cutenaikvlogs #shorts #millionaire #millionviews

Latest Videos

Partner Program Latest Videos Terms of Service About Us Copyright Cookie Privacy Contact