Pitru Amavasya Ki Sacchi Katha - Karna Ko Swarg Me Sona Kyu Mila | Sarva Pitru Amavasya 2025
Pitru Amavasya Ki Sacchi Katha | Karna Ki Kahani
Mahabharat ke daanveer Karna ne jeevan bhar sona, chandi, heere-jawaharat daan kiye, lekin kabhi Pitron ke naam se annadaan nahi kiya. Isi karan swarg me unhe bhojan ki jagah sone ka thaal diya gaya.
Indra Dev ne kripa karke unhe 15 din ke liye dharti par wapas bheja. Karna ne in 15 dino me shraadh, tarpan aur annadaan kiya, tabhi unki aatma ko mukti mili. Wahi 15 din Pitru Paksha kehlaye aur aaj ka din Sarva Pitru Amavasya / Mahalaya Amavasya hai.
Aaj ke din apne Pitron ke naam se daan karne se Pitra prasann hote hain aur sukha samriddhi ka ashirwad dete hain.
Jai Shri Ram 🙏
#prabhubhakti108 #pitruamavasya #karnakatha #pitrupaksha
Channel: Prabhu Bhakti 108
#pitruamavasyakatha #sarvapitruamavasyakikatha #mahalayaamavasya #danveerkarnakikatha #pitrupakshakatha #pitruamavasyakikahani #shraadhkatha #prabhubhakti108 #pitradoshnivaran
Sign in to join the conversation.
Sign in with Google
Comments