Video preview

Gaon Ki Sham - Sukoon Hi Sukoon

0 Views
Gaon ki sham ka apna hi maza hai. Darakht ke neechay charpai par bethay buzurg, thandi hawa, sabz khet aur pur sukoon mahol. Shehar ki bhag dor se door, gaon ki zindagi ka ye sukoon dekh kar dil khush ho jata hai. Agar apko gaon ki ye sadgi pasand aai to video ko Like karein, Share karein aur Channel ko Subscribe zaroor karein. #GaonKiSham #shakoonhishakoon #PindDiSham #VillageLife #PakistanVillage

Comments