Kahani Suni Kaifi Khalil
Kahani Suno, Zubani Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha
Ikraar Hua Tha
Kahani Suno, Zubani Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha
Ikraar Hua Tha
Mujhe Pyaar Hua Tha
Ikraar Hua Tha
Deewana Hua, Mastana Hua
Teri Chahat Mein Kitna Fasana Hua
Tere Aane Ki Khushboo,
Tere Jaane Ka Manzar
Tujhe Milna Padega Ab Zamana Hua
Sadayein Suno, Haan, Zafaayein Suno
Mujhe Pyaar Hua Tha
Ikraar Hua Tha
Mujhe Pyaar Hua Tha
Ikraar Hua Tha
Hai Tamanna Hamein
Tumhein Dulhan Banayein
Tere Haathon Pe Mehndi
Apne Naam Ki Sajaayein
Teri Lai Lai Balaayein
Tere Sadke Utaare
Hai Tamanna Hamein
Tumhein Apna Banayein
Nahin Mushkil Wafaa
Zaraa Dekho Yahan
Teri Aankhon Mein
Basta Hai Mera Jahan
Read more: https://lyricsworldyou.com/2023/01/kahani-suno-2-0-lyrics-kaifi-khalil.html