Talawat || quran شریف| Quran ki tilawat ki fazilat / quran ki fazilat
Allah
Quran ki tilawat ki fazilat / quran ki fazilat......
Quran majeed Allah ki aakhri kitab hai jo logo ki hidayat ke liye nazil ki gai. Iska padhna aur samjhna bahut zaroori hai. Quran padhne walo ki Allah Tala ne bahut fazilat bayan farmai hai.
Tilawat ke aadab me ye hai ki, Tilawat karne wala qibla ki taraf sar jhuka kar adab aur waqar ke saath Ustad ke samne baith kar tilawat karne wale ki tarah baith kar tilawat kare. Masjid me namaz ke andar Quran ki tilawat karne ka sab se ziyada sawab hai. Bistar par late kar hifz se quran padhne me bhi sawab hai magar kam hai. Jaisa ki Allah tala ne irshad farmaya :