Aurat K Itikaf K Masail |Ramadan | Etikaf Ka Tarika|
AJ Ki Iss Video Mein, Ap Logon Ko Aurat K Itikaf k massail, Niyat or tarike Btaye gaye Hein. Eytikaaf 10 din 7- 5-3-1 ya Asar se Magrib bhi hota hai. Eytikaaf ki 3 Qismae hain.
1.. Wajib yaani Mannat wala
eytikaaf.
2.. Sunnate Mauqqida: ye Ramazaan k aakhri Ashre me 10 dino me kiya jaaye yaani 20we Ramazaan ko Suraj doobte Waqt. Eytikaaf ki niyat se masjid me dakhil ho jana.
3.. In dono ke ilawa jo hoga wo Mustahab aur Sunnate Gair Muaqqidah hoga.