Deewana Hai Yeh Mann -
Deewana Hai Yeh Mann
[Chori Chori Chupke Chupke]
Deewana hai yeh man
Kyun pagal hai dhadkan
Kyun tujhpe mujhe pyar aaya hai
Yeh mausam kyun saje
Yeh payal kyun baje
Yeh kaisa khumar chhaya hai
Koyi bata de koyi bata de
Koyi bataye na
Yeh main jaanu ya tu jaane
Is baat ko koyi kya jaane ho