Chori karny ka naya andaz
Is video main chori krny ka aik ajeeb andaz hai pehly aik banda aaky kisi say phone ye keh kar lay leta hai k usy cal krni hai thori dair bad aik faqeer aky us bandy ko baton main masroof kar dayta hai k is dauran wo pehly wala banad nekal jata hai????