Haji
Is video main aik aaky bary rub say dukandar ko kehta hai meray hisab ka parcha nekalo dukandar khush hojata hai shahid pura hisab clear kr dayga but end main wo banda dukandar say ye keh kar chala jata hai k tumy nhe maloom k main haj kar k aya hon ainda meray nam k sath haji lehkna????