Mere Dil Jigar Se Guzri Hai - Kumar Sanu, Alka Yagnik - Soldier Movie - Bobby Deol.

DontTryOpen β€’
2 Views
The song Mere Dil Jigar Se Guzri Hai is in the movie Soldier. Soldier is a 1998 Bollywood action thriller film directed by Abbas-Mustan and starring Raakhee, Bobby Deol and Preity Zinta. The film was released in 1998 and was declared a 'hit' by Box Office India, making it the 7th highest-grossing film of the year. Lirics: Mere dil jigar se guzri hai Ek ladki idhar se guzri hai Mere dil jigar se guzri hai Ek ladki idhar se guzri hai Gore gore gaalon waali, Kaale kaale baalon waali Gore gore gaalon waali, Kaale kaale baalon waali Baheki baheki chaalon waali, Masti solaah saalon waali Deewaana karke gayi O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho O rabba ho ho ho, o rabba ho ho h Mere dil jigar se guzra hai Ek ladka idhar se guzra hai Mere dil jigar se guzra hai Ek ladka idhar se guzra hai Seedha saadha bhola bhaala, Mujhe tadpaane waala Seedha saadha bhola bhaala, Mujhe tadpaane waala Raaton ko jagaane waala, Khwaabon ko sajaane waala Deewaani karke gaya O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho O rabba ho ho ho, o rabba ho ho ho Haai haai haai teri aankhen Bin kaajal kajraari Haai haai haai teri baatein Lagti hai mujhko pyaari Hey, mera chain loota Hai teri in adaaon ne Tere khwaab rehte hain Meri in nigaahon mein Abhi abhi aayi ho, Ruko zara jaao na Koi dekh lega yun, mujhe Tum sataao na, na na na na Bachke nazar se guzri hai Ek ladki idhar se guzri hai Gore gore gaalon waali, Kaale kaale baalon waali Gore gore gaalon waali, Kaale kaale baalon waali Baheki baheki chaalon waali, Masti solaah saalon waali Deewaana karke gayi O rabba ho ho ho, O rabba ho ho ho O rabba ho ho ho, O rabba ho ho ho Kal kal milne waala vaada Dekho tum bhool na jaana Main jo bhool bhi jaaoon, Tum mujhe yaad dilaana Ho, ghadi do ghadi ki bhi Dooriyaan sataati hai Ho, tujhe raat din meri Dhadkanein bulaati hai Badi pyaas jaagi hai, Badi beqaraari hai Bas teri tamanna hai, Teri khumaari hai, haan Dekho kidhar se guzra hai Ek ladka idhar se guzra hai Seedha saadha bhola bhaala, Mujhe tadpaane waala Seedha saadha bhola bhaala, Mujhe tadpaane waala Raaton ko jagaane waala, Khwaabon ko sajaane waala Deewaani karke gaya O rabba ho ho ho, O rabba ho ho ho O rabba ho ho ho, O rabba ho ho ho Mere dil jigar se guzri hai Ek ladki idhar se guzri hai Gore gore gaalon waali, Kaale kaale baalon waali Gore gore gaalon waali, Kaale kaale baalon waali Baheki baheki chaalon waali, Masti solaah saalon waali Deewaana karke gayi O rabba ho ho ho, O rabba ho ho ho O rabba ho ho ho, O rabba ho ho ho.

Latest Videos

Partner Program Latest Videos Terms of Service About Us Copyright Cookie Privacy Contact